Unke andaz e karam bhi khaas huwa karte hain
Dil badhana hai tau dil tod diya karte hain
Kisi ain ki paband nahin hai den unki
Chaahte hain tau khataon pe ata karte hain
Woh nazar kya jo paband e maqaamat rahe
Aankh woh jiss se maqaamat bana hain